Twitter

Archive for March 2012


Sajan ji ghar aaye Song Lyrics

Song Lyric Sajan ji ghar aaye from movie Kuch Kuch Hota Hai
Song Music composed by:- Jatin Lalit
Song Lyrics written by:- Sameer
Song Lyric sung by:- Alka Yagnik, Kumar Sanu





Movie Songs Lyrics :
[Saajan ji ghar aaye Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Kab se aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar, jaldi aaja
Kab se aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar, jaldi aaja
Kumar:
Ho... ooo... ooo...
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Alka:
[Saajan ji ghar aaye Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
aa... aa... aa...
Ai dil, chalega, ab na koi bahana
Gori, ko hoga, ab saajan ke ghar jaana
Maathe ki bindiya kya bole hai
Sun sun sun sun...
Chorus:
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Alka:
Diwaane ki chaal mein
Phas gayee main jaal mein
Ai sakhiyon kaise, bolo? bolo...
Kumar:
Haan mujhpe to ai dilruba
Teri sakhiyaan bhi fida
Ye bolengee kya, poocho? poocho....
Alka:
Ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Hay, ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Kumar:
Tera mastaana, kya bole hai
Sun sun sun sun...
Chorus:
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Alka:
Na samjhe nadaan hai
Yeh mera ehsaan hai
Chahe jo isko, keh do
keh do...
Kumar:
Chede mujhko jaan ke
Badle mein ehsaan ke
De diya dil isko, keh do
Keh do...
Alka:
Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane
Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane
Kumar:
Tera, diwaana, kya bole hai
Sun sun sun...
Chorus:
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye,
Saajan ji ghar aaye
Kavita:
Mehandi laake... gehane paake
Mehandi laake... gehane paake
Hay roke tu sabko rula ke
Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi
Too bada yaad aayegi, yaad aayegi
Mehandi laake... gehane paake
Mehandi laake... gehane paake
Hay roke tu sabko rula ke
Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi
Too bada yaad aayegi, yaad aayegi
Kumar:
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun...
Chorus:
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye 
[Saajan ji ghar aaye Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]  

                                                     -Next Song-                                                             



Koi Mil Gaya Song Lyrics
Song Lyric Koi Mil Gaya from movie Kuch Kuch Hota Hai
Song Music composed by:- Jatin Lalit
Song Lyrics written by:- Sameer
Song Lyric sung by:- Alka Yagnik, Kavita Krishnamurty, Udit Narayan







Movie Songs Lyrics :


[Koi Mil Gaya Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

Koi Mil Gaya, Koi Mil Gaya…

Mujhko Kya Hua Hai, Kyun Maein Kho Gaya Hoon

Paagal Tha Maein Pehle, Ya Ab Ho Gaya Hoon

Behki Hain Nigaahen Aur Bikhre Hain Baal

Tumne Banaaya Hai Kya Apna Yeh Haal

Koi Mil Gaya, Mera Dil Gaya

Kya Bataaun Yaaron, Maein To Hil Gaya

Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya, Mil Gaya…

[Koi Mil Gaya Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

Jaane Kya Ho Gaya Hai Mujhe

Deewana Log Kehne Lage

Yeh Deewangi Hai Kya

Hamein Bhi To Ho Pata

Tumko Kya Ho Gaya

Arey Kal Tak Mujhko Sab Hosh Tha

Dil Maein Khushiyon Ka Josh Tha

Phir Yeh Bechaini Hai Kyun

Phir Yeh Betaabi Hai Kyun

Kya Koi Kho Gaya

Koi Mil Gaya…

Baadal Bankar Kaun Aa Gaya

Kaun Hai Jo Dil Pe Yoon Chha Gaya

Chaahoon Ki Bataaun Maein

Phir Bhi Keh Na Paaun Maein

Naam Uska Hai Kya

O Naam Na Lo Par Kuch To Kaho

Halka Sa Koi Ishaara To Do

Meri Aankhon Mein Hai Woh

Meri Saanson Mein Hai Woh

Aur Kahun Tumse Kya

Koi Mil Gaya…

[Koi Mil Gaya Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

                                                      -Next Song-                                                             


Apun Jaise Tapori 
Music Director : Anu Malik
Singer : Sanjay Dutt, Arshad Warsi


Movie Songs Lyrics :
[ Apun jaise tapori ko Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Apun jaise tapori ko kya malum
Sala pyaar kis chidiya ka naam hai
Lukkha giri karke apna timepass hota hai
Bidi paan chaye milta hai bus apun khush
yeh pyar ka lafda locha kaye ko kaye ko
are kaye ko re
Phir bole to ek din apum ke mohalle main hema aayi
Sala apun ka khopdi chakkar kha gaya
Truck ke saath bhi sala takkar kha gaya
Hey.....
[ Apun jaise tapori ko Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Cha Ayala kya soorat thi vo kya kahte hain
Haan julphen kya julphen thi
Chalti thi ek dum hawa ke mafik
Aakhein aisi ki ruka de traffic
Apun socha apun ka beda paar ho gaya
Bole to baap, sala apun ko bhi pyaar ho gaya
din bhar apun uski khidi ke neechu
koi lafda nahi kuch nahi
Teen din na azzeb se lada na roshan se panga
bus choop chap
Pahli baar ladki dekhi
Aakhen ruk bhi jaati to
to kya aankh nahi maari?
ha ha
Apun ka bhidu bhi sala darr gaya
Bola are munna sala too kaise darr gaya
Phir ek din usko dekh ke kallad bola
aye munna bhi vo dekh kya kayamat ja rahi hai baap
Apun ka khopdi sarka
Kallad ko pakda aur bola
idhar aa shayane tere ko kayamat dikhata hoon
Sale ko itna dhoya itna dhoya
Abhi tak thobda banka hai
Aur aaj tak uska apun ke saath chhatis ka aankda hai
Samjha, samjha kya 
 
Phir Hema ka kya hua?
Phir ik din vo apun ke dekh ke hansi
Apun bola baap hansi to phasi
Love ka hai vo bhi apun pe phida ho gayi
Do din ke baad uski shadi ho gayi
Apun ke saamne vo ghar se vida ho gayi
Uski doli uthi, apun, apun udhar ich khada tha
Lekin vo apun ko nahi dekhi
Vo raat apun do baje tak piya
Vo raat apun do baje tak piya
Saala ek, ek sapna dekha tha
Lekin maan kasam main ek aansoon nahi roya
Kaye ko royega, koye ko royega
Sala apun ich yeda tha na
Agle din vahi batting ke mafik life chaloo
Vahich gande glass main chaye vahi paan bidi
Azzeb ko itna maara ki log samjhe vo mar gaya
bhoolne ka hai bhoolne ka hai par kya karega
Sapna toota hai to dil kabhi jalta hai
Haan thoda dard hua par chalta  hai
Sapna toota hai to dil kabhi jalta hai
Haan thoda dard hua par chalta  hai 
 
Phir, phir kya hua?-2
Agle din apne mohalle main aishwarya aayi...
Apna khopdi phir chakkar kha gaya
Phri truck ke saath phir chakkar kha gaya
Cha Ayala kya soorat thi
Aakhen aisi ke aise
Aye munna bhai
Tere dil ka traffic phir se ruka kya?
[ Apun jaise tapori ko Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
 
Chann Chann 
Music Director : Anu Malik
Singer : Shreya Ghoshal, Vinod Rathod

 
Movie Songs Lyrics : 
[ Chhann chhann Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Aaa...
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Aaa...
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Shayad hawa ne sun liya
Toone kisi ko chun liya
Kangan
Khanan khan khan khan
kyon khanke re
O jhanjhar
Jhanan jhan jhan jhan
Kyon jhanke re

Jhankare tere mere pyar ki hai
Dhun yeh mohabbat ke ikraar ki hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon[ Chhann chhann Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Aaa..
Mera anchal lahron se badal ne li
Poochha hai kya
Poochha hai badal ne
Kya kya hai anchal main
Anchal main hain khwab tumhare
Anchal par hai naam tumhara
Anchal main hi dil ki dhadkan
Dhadkan main hai pyar tumhara

Dhadkan ki aawaz yoon dhal rahi hai
Payal pahan kar hawa chal rahi hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon

Aakhon aakhon main aakhon se in aakhon ko
Kahna hai kya

Aakhon ka kahna hai
Aakhon main rahna hai
Aakhen meri mandar tera
In aakhon main ghar hai tera
Sun leti hai meri aakhen
Jo kahti hai teri aakhen

Aakhon main sapne sawarne lage hain
Sanson main ghungroo bikharne lage hain
[ Subaha ho gayi mammu Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ] 
Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Shayad hawa ne sun liya
Toone kisi ko chun liya

Kangan
Khanan khan khan khan
kyon khanke re
O jhanjhar
Jhanan jhan jhan jhan
Kyon jhanke re

Jhankare tere mere pyar ki hai
Dhun yeh mohabbat ke ikraar ki hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon 
[ Chhann chhann Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ] 
 
Subaha Ho Gayi Mamu 
Music Director : Anu Malik
Singer : Shaan
[ Subaha ho gayi mammu Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ] 
 
Movie Songs Lyrics :  
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage

Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, manu
Subah ho gayi mamu, mamu, re manu
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
[ Subaha ho gayi mammu Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ] 
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage

Kitne sikke jode sabko yeh chinta hai
Jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai
Kitne sikke jode sabko yeh chinta hai
Jeevan hai ik bank pal pal ko ginta hai
Dekho apne pyaar ki saving javan ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, re mamu

Kaise hanste jaayen jab koi rota hai
Kisi ka dil jo tode kaise vo sota hai
Kaise hanste jaayen jab koi rota hai
Kisi ka dil jo tode kaise vo sota hai
Aa main tere aansu ponchhu are rumaal de na mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, re mamu
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
D ..Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Chanda mama so gaye sooraj chachu jage
Dekho pakdo yaaron, ghadi ke kaante bhage
Ek kahani khatam to dooji shuru ho gayi mamu
Subah ho gayi mamu, mamu, manu
Subah ho gayi mamu, mamu, re manu
[ Subaha ho gayi mammu Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]   


KUCHH KUCHH HOTA HAI Movie Songs Lyrics
Music Director: Jatin -Lalit
Singer(s): UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK 







.
Movie Songs Lyrics :

[Kuch Kuch Hota Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Udit:
Tum Paas Aaye, Yoon Muskuraaye-2
Tumne Na Jane Kya, Sapne Dikaaye
Tum Paas Aaye, Yoon Muskuraaye
Tumne Na Jane Kya Sapne Dikaaye
Abh To Mera Dil, Jage Na Sota Hai
Kya Karon Hai, Kuch Kuch Hota Hai-2
Alka:
Tum Paas Aaye, Yoon Muskuraaye
Tumne Na Jane Kya Sapne Dikaaye
Abh To Mera Dil, Jage Na Sota Hai
Kya Karon Hai, Kuch Kuch Hota Hai-2
Udit:
Na Jane Kaisa Ahsaas Hai
Bujhti Nahin Hai, Kya Pyaas Hai
Alka:
Kya Nasha Is Pyaar Ka,
Mujhpe Sanam, Chaa Ne Laga
Udit:
Koi Na Jane, Kyoon Chain Khota Hai
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai
Alka:
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai...
Kya Rang Layee, Meri Dua
Ye Ishq Jane Kaise Hua
Baichaineeyon Mein Chain
Na Jane Kyoon, Aane Laga
Udit:
[Kuch Kuch Hota Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Tanhai Mai Dil, Yaadein Sanjota Hai
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai
Alka:
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai
Udit:
Tum Paas Aaye, Yoon Muskuraaye
Tumne Na Jane Kya, Sapne Dikhaye
Alka:
Tum Paas Aaye, Yoon Muskuraaye
Tumne Na Jane Kya, Sapne Dikhaye
Udit:
Abh To Mera Dil, Jage Na Sota Hai
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai
Alka:
Kya Karoon Hai, Kuch Kuch Hota Hai...
[Kuch Kuch Hota Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
      
                                                      -Next Song-