Twitter

Archive for April 2012

Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics
Singer: Sonu Nigam
Movie: Agneepath
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Music:  Ajay - Atul




Movie Songs Lyrics :

[Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon  zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa

Ho o.. abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
[Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko, chhaya perh ki mill gayee
Roothe bachche ki hansi jaise, phuslaane se phir khill gayee
Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai
Barson ke puraane zakhm pe marham laga saa hai
Kuch ehsaar hai, iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zaraa
Mar jaaoon yaa jee loon zaraa
[Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri
Aaj ho kal ho mera naa ho
Har din thi kahani meri
Ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye
Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye
Ik aisi chubhan iss lamhe me hai
Ye lamha kahaan tha mera aa
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zara
[Abhi Mujh Mein Kahin Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]


DOR Movie Songs Lyrics
Yeh Hausla Kaise Jhuke Lyrics Hindi Song Title: Yeh Hausla Kaise Jhuke : DOR
Singer(s): SHAFAQAT ALI KHAN  




Movie Songs Lyrics :

[Yeh Haunsla Kaise Jhuke Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2

Manzil Muskil to kya,
Bundla Sahil to kya,
Tanha Ye Dil to Kya
Ho Hooo

Raah Pe Kante Bikhre agar,
Uspe to phir bhi chalna hi hai,
Saam Chhupale Suraj magar,
Raat ko ek din Dhalana hi hai,

[Yeh Haunsla Kaise Jhuke Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Rut ye tal jayegi,
Himmat rang layegi,
Subha phir aayegi
Hoooo

Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2

Hogi hame to rehmat ada,
Dhup kategi saaye tale,
Apni khuda se hai ye Dua,
Manzil lagale humko gale

Zurrat so baar rahe,
Uncha Ikraar rahe,
Zinda har pyar rahe
Hoooo

Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2
[Yeh Haunsla Kaise Jhuke Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

KUCHH KUCHH HOTA HAI Movie Songs LyricsMusic Director: Jatin -Lalit
Singer(s): KUMAR SANU & ALKA YAGNIK



.
Movie Songs Lyrics :

[Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Dekho ye pagli bilkul na badli
Ye to vohi deewani hai
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Hay hay ye pagla bilkul na badla
Ye to vohi deewana hai

Paas rehke bhi thi doori
Jaane kaise thi majboori
Vaqt vo bhi ajeeb tha
Jab tu mere kareeb tha
Kho gayi tu ye kis jahaan mein
Main wahaan hoon dekh to zara
[Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Dekho ye pagli bilkul na badli
Ye to vohi deewani hai

Hum bheed mein bhi thi tanhai
Yaad har pal teri aayi
Roke koi mujhe zara
Bhar na aaye ye dil mera
Behke behke mere kadam hain
Aise mein tu sambhaal to zara

Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Haan haan ye pagla bilkul na badla
Ye to vohi deewana hai
[Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye
Jaage na sota hai
Kuchh kuchh hota hai
Kuchh kuchh hota hai
Kuchh kuchh hota hai
Kuchh kuchh hota hai
[Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

                                                      -Next Song-                                                             

Tujhe Yaad Na Meri Aayee ( Lyrics )
Movie : Kuch Kuch Hota Hai
Music Director : Jatin -Lalit
Singer(s) :
Lyricists :


 
Download

Movie Songs Lyrics :


[Tuje Yaad Na Meri Aayee Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisii Se Ab Kya Kahana
Dil Roya Ki Aankh Bhar Aa'ii...
Kisii Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisii Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisii Se Ab Kya Kahana
Tujhe Har Khushii De Dii
Lavon Kii Hansii De Dii
Zulfon Kii Ghata Laharaa'ii
Paigaam Vafaa Ke Laa'ii
Tuu Ne Achchhii Priit Nibhaa'ii...
Kisii Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisii Se Ab Kya Kahana
[Tuje Yaad Na Meri Aayee Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Vo Chaand Mere Ghar-Aangan Ab To Aa'egii
Tere Sune Is Aanchal Ko Vo Bhar Jaa'egii
Terii Kar Dii God Bharaa'ii
Kisi Se Ab Kya Kahana
Dil Roya Ki Aankh Bhar Aa'ii
Kisi Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
O Maahiya, O Maahiya
Khata Ho Ga'ii Mujh Se
Kaha Kuchh Nahiin Tum Se
Ikaraar Jo Tum Kar Paate
To Duur Kabhii Na Jaate
Koii Samajhe Na Piir Piraaii...
Kisi Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisi Se Ab Kya Kahana
Tujhe Yaad Na Merii Aa'ii
Kisi Se Ab Kya Kahana...
[Tuje Yaad Na Meri Aayee Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

-Next Song-                                                             



Yeh Ladka Hai Deewana ( Lyrics )
Movie : Kuch Kuch Hota Hai
Music Director : Jatin -Lalit
Singer(s) :
Lyricists :





Movie Songs Lyrics :

[Ye Ladka Hai Deewana Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Yeh Kaisa Ladka Hai, Tu Tuturu
Yeh Kaisi Ladki Hai, Tu Tuturu
Iska Maein Kya Karoon, Tu Tuturu
Isse Maein Kya Kahoon, Tu Tuturu
Yeh Ladta Hai, Haan Haan
Akadti Hai, He He
Jhagadta Hai, Bigadti Hai
Deewana Hai, Deewani Hai
But He's Your Best Friend Ya
But She's Your Best Friend Ya
Haye Haye Re Haye Yeh Ladka
Haye Haye Re Haye, He
Karta Naadaniyaan Kyun Poocho To Haye, Yo
Kabhi Yeh Hamse Ladta Hai
Kabhi Jhagadta Hai
Koi Paas Iske Na Aana
Yeh Ladka Hai Deewana, Hai Deewana

Haye Haye Re Haye Yeh Ladki
Haye Haye Re Haye
Karti Naadaniyaan Kyun Poocho To Haye
Kabhi Yeh Hamse Ladti Hai
Kabhi Akadti Hai
Karo Door Se Chhedh Khaani
Yeh Ladki Hai Deewani, Hai Deewani
[Ye Ladka Hai Deewana Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]
Iski Baatein, Yahi Jaane
Koi Bhi To Jaane Na
Aisi Vaisi, Kaisi Hai Yeh
Koi Pehchaane Na
To Bhaago Oh Yaaron
Kar Na De Shaitaani
Yeh Ladki Hai Deewani, Hai Deewani

Aate Jaate, Chhedhe Hamko
Ke Maane Na Yeh Kehna
Dekho Dekho Paagal Hai Yeh
Haan Bachke Zara Rehna
Yeh Aisa Hai Phir Bhi
Apna Isko Maana
Yeh Ladka Hai Deewana, Hai Deewa
[Ye Ladka Hai Deewana Song Lyrics @ http://www.lyricshour.com ]

                                                         -Next Song-